Home › Palak Muchhal › Aayi Teri Baat Mein Lyrics
Aayi Teri Baat Mein lyrics cover LYRICS
SONG LYRICS

Aayi Teri Baat Mein

ReleasedOct 5, 2026
Play Now

Aayi Teri Baat Mein Lyrics

Dill ne to roka tha
Sabne bhi toka tha
Mana na maine mana na kehna
Tere sang chal di main
Tere hi bharose pe
Ab tere sang hi rehna

Tune aisa jadoo jo kiya
Mera man moh hi liya

Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena
Tere sath mein

Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena
Tere sath mein

Main teri ban jaaun
Jaisi Radha Shyam ki
Mala maine jap li hai
Ab tere naam ki

Main teri ban jaaun
Jaisi Radha Shyam ki
Mala maine jap li hai
Ab tere naam ki

Bas teri dhun mein hoon
Main na kisi kaam ki
Meri kahaani bas
Tu hi subah-shaam ki

Tune aisa jadoo jo kiya
Mera man moh hi liya

Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena
Tere sath mein

Aayi main aa hi gayi
Aayi teri baat mein
Thana maine jeena ab jeena
Tere sath mein

Sajni sajni piya man bhaaye re
Tuk-tuk dekhe use phule na samaye re
Sajni sajni piya man bhaaye re
Tuk-tuk dekhe use phule na samaye re

Soorat ya pyari hi yeh meh-basa hai re
Tuk-tuk dekhe use phule na samaye re
Tuk-tuk dekhe use phule na samaye re

Aayi Teri Baat Mein Lyrics In Hindi

दिल ने तो रोका था
सबने भी टोका था
माना ना मैंने माना ना कहना
तेरे संग चल दी मैं
तेरे ही भरोसे पे
अब तेरे संग ही रहना

तूने ऐसा जादू जो किया
मेरा मन मोह ही लिया

आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब जीना
तेरे साथ में

आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब जीना
तेरे साथ में

मैं तेरी बन जाऊँ
जैसी राधा श्याम की
माला मैंने जप ली है
अब तेरे नाम की

मैं तेरी बन जाऊँ
जैसी राधा श्याम की
माला मैंने जप ली है
अब तेरे नाम की

बस तेरी धुन में हूँ
मैं ना किसी काम की
मेरी कहानी बस
तू ही सुबह-शाम की

तूने ऐसा जादू जो किया
मेरा मन मोह ही लिया

आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब जीना
तेरे साथ में

आई मैं आ ही गई
आई तेरी बात में
ठाना मैंने जीना अब जीना
तेरे साथ में

सजनी सजनी पिया मन भाये रे
टक-टक देखे उसे फूले ना समाये रे
सजनी सजनी पिया मन भाये रे
टक-टक देखे उसे फूले ना समाये रे

सूरत या प्यारी ही ये मेह-बसा है रे
टक-टक देखे उसे फूले ना समाये रे
टक-टक देखे उसे फूले ना समाये रे

Song Details

♫
Song Aayi Teri Baat Mein
♙
✎
Lyricist Palak Muchhal
♬
Composer Palak Muchhal
♙
♙
Director Saurabh Prajapati
◷
Released on Oct 5, 2026
Explore Palak Muchhal Songs
FAQ
Who is the Singer of Aayi Teri Baat Mein?
Who is the Lyricist of Aayi Teri Baat Mein?
Who is the Composer of Aayi Teri Baat Mein?
Who is the Actor of Aayi Teri Baat Mein?
Who is the Director of Aayi Teri Baat Mein?

Comments