Chaand Lyrics
[Intro]
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye
Aafaton ki duniya mein kuch sabar aaye
Mujhe teri baahon mein ho qaraar aisa
Ke barso ke gaye ho jaise ghar aaye
[Verse]
Kasmein khila doon main, ghadiyaan chhupa doon main
Laut na tu jaaye kahin, wajah mita doon main
Tere hi khayalon mein kab se laapataa hoon main
Apni wafa yeh saari tujhpe luta doon main
[Pre-Chorus]
Kaate nahi katt'te yeh din tere pyaar mein
Doob raha hoon main teri yaadon ke aabshaar mein
Zaalima, yoon roz ka de aana-jaana chhod tu
Toot hi na jaaye mera dil intezaar mein
[Chorus]
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye
Aafaton ki duniya mein kuch sabar aaye
Mujhe teri baahon mein ho qaraar aisa
Ke barso ke gaye ho jaise ghar aaye
[Bridge]
Behel jaayega, sambhal jaayega
Yeh dil toh kahin bhi lag jaayega
Magar rooh ko aaraam woh
Jo tujhse mila, meri jaan, woh kahin bhi na mil paayega
[Pre-Chorus]
Itna hi chaahoon bas tujhko mana loon main
Main tera ho jaaun, tujhe apna bana loon main
Tere saath duniya basaane ki hai aarzu
Tu jo maan jaaye, saari khushiyaan mana loon main
[Chorus]
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye
Aafaton ki duniya mein kuch sabar aaye
Mujhe teri baahon mein ho qaraar aisa
Ke barso ke gaye ho jaise ghar aaye
Barso ke gaye ho jaise ghar aaye
[Outro]
Barso ke gaye ho jaise ghar aaye
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye
Aafaton ki duniya mein kuch sabar aaye
Mujhe teri baahon mein ho qaraar aisa
Ke barso ke gaye ho jaise ghar aaye
[Verse]
Kasmein khila doon main, ghadiyaan chhupa doon main
Laut na tu jaaye kahin, wajah mita doon main
Tere hi khayalon mein kab se laapataa hoon main
Apni wafa yeh saari tujhpe luta doon main
[Pre-Chorus]
Kaate nahi katt'te yeh din tere pyaar mein
Doob raha hoon main teri yaadon ke aabshaar mein
Zaalima, yoon roz ka de aana-jaana chhod tu
Toot hi na jaaye mera dil intezaar mein
[Chorus]
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye
Aafaton ki duniya mein kuch sabar aaye
Mujhe teri baahon mein ho qaraar aisa
Ke barso ke gaye ho jaise ghar aaye
[Bridge]
Behel jaayega, sambhal jaayega
Yeh dil toh kahin bhi lag jaayega
Magar rooh ko aaraam woh
Jo tujhse mila, meri jaan, woh kahin bhi na mil paayega
[Pre-Chorus]
Itna hi chaahoon bas tujhko mana loon main
Main tera ho jaaun, tujhe apna bana loon main
Tere saath duniya basaane ki hai aarzu
Tu jo maan jaaye, saari khushiyaan mana loon main
[Chorus]
Chaand chadh jaaye ya tu nazar aaye
Aafaton ki duniya mein kuch sabar aaye
Mujhe teri baahon mein ho qaraar aisa
Ke barso ke gaye ho jaise ghar aaye
Barso ke gaye ho jaise ghar aaye
[Outro]
Barso ke gaye ho jaise ghar aaye
Chaand Lyrics In Hindi
[Intro]
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
[Verse]
कसमें खिला दूँ मैं, घड़ियाँ छुपा दूँ मैं
लौट ना तू जाए कहीं, वजह मिटा दूँ मैं
तेरे ही ख़यालों में कब से लापता हूँ मैं
अपनी वफ़ा ये सारी तुझपे लुटा दूँ मैं
[Pre-Chorus]
काटे नहीं कटते ये दिन तेरे प्यार में
डूब रहा हूँ मैं तेरी यादों के आबशार में
ज़ालिमा, यूँ रोज़ का दे आना-जाना छोड़ तू
टूट ही ना जाए मेरा दिल इंतज़ार में
[Chorus]
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
[Bridge]
बहल जाएगा, सँभल जाएगा
ये दिल तो कहीं भी लग जाएगा
मगर रूह को आराम वो
जो तुझसे मिला, मेरी जाँ, वो कहीं भी ना मिल पाएगा
[Pre-Chorus]
इतना ही चाहूँ बस तुझको मना लूँ मैं
मैं तेरा हो जाऊँ, तुझे अपना बना लूँ मैं
तेरे साथ दुनिया बसाने की है आरज़ू
तू जो मान जाए, सारी ख़ुशियाँ मना लूँ मैं
[Chorus]
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
बरसों के गए हो जैसे घर आए
[Outro]
बरसों के गए हो जैसे घर आए
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
[Verse]
कसमें खिला दूँ मैं, घड़ियाँ छुपा दूँ मैं
लौट ना तू जाए कहीं, वजह मिटा दूँ मैं
तेरे ही ख़यालों में कब से लापता हूँ मैं
अपनी वफ़ा ये सारी तुझपे लुटा दूँ मैं
[Pre-Chorus]
काटे नहीं कटते ये दिन तेरे प्यार में
डूब रहा हूँ मैं तेरी यादों के आबशार में
ज़ालिमा, यूँ रोज़ का दे आना-जाना छोड़ तू
टूट ही ना जाए मेरा दिल इंतज़ार में
[Chorus]
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
[Bridge]
बहल जाएगा, सँभल जाएगा
ये दिल तो कहीं भी लग जाएगा
मगर रूह को आराम वो
जो तुझसे मिला, मेरी जाँ, वो कहीं भी ना मिल पाएगा
[Pre-Chorus]
इतना ही चाहूँ बस तुझको मना लूँ मैं
मैं तेरा हो जाऊँ, तुझे अपना बना लूँ मैं
तेरे साथ दुनिया बसाने की है आरज़ू
तू जो मान जाए, सारी ख़ुशियाँ मना लूँ मैं
[Chorus]
चाँद चढ़ जाए या तू नज़र आए
आफ़तों की दुनिया में कुछ सबर आए
मुझे तेरी बाहों में हो क़रार ऐसा
के बरसों के गए हो जैसे घर आए
बरसों के गए हो जैसे घर आए
[Outro]
बरसों के गए हो जैसे घर आए




Comments