Home › Ek Din › Ek Din – Title Track Lyrics
Ek Din – Title Track lyrics cover LYRICS
SONG LYRICS

Ek Din – Title Track

ReleasedFeb 23, 2026
AlbumEk Din
Play Now

Ek Din - Title Track Lyrics

[Intro]
Mm-mm-mm
Hm-mm-mm

[Verse 1]
Aur ek din, ek din aur ho
Aur ek din, ek din aur ho
Haan, teri meri dher saari baat ho
Jaane hua hai kya mujhe
Naya sa lage jo bhi kaho
Jo bhi kisi se na kaha
Sunoonga main, toh woh bhi kaho

[Pre-Chorus]
Teri baaton mein hona hai gum
Dil kehta hai keh dena hai tumko

[Chorus]
Mere raho, mere raho
Mere raho, mere raho

[Instrumental Break]

[Verse 2]
Yeh bata kya yeh ho sakta hai?
Kya kabhi waqt bhi thakta hai?
Waqt chalna bhool jaaye, din yeh dhalna bhool jaaye
Chal, dua maange ke aisa ho
Aur yeh ho jaaye toh kaisa ho

[Refrain]
Aur ek din, ek din aur ho
Bas aur ek din, ek din aur ho
Haan, ya ho kaheen raat theheri jheel pe
Jaise hume woh yeh kahe, "Saare ka saara jee lo abhi"
Dekho, mile ho toh alag bhoole se bhi na hona kabhi

[Pre-Chorus]
Baaki saari duniya kar do gum
Ab keh dena hai maine yeh tumko

[Chorus]
Mere raho, mere raho
Mere raho, mere raho

[Outro]
Mm-mm-mm
Hm-mm-mm
Mm-mm-mm

Ek Din - Title Track Lyrics In Hindi

[Intro]
Mm-mm-mm
Hm-mm

[Verse 1]
और एक दिन, एक दिन और हो
और एक दिन, एक दिन और हो
हाँ, तेरी मेरी ढेर सारी बात हो
जाने हुआ है क्या मुझे
नया-सा लगे जो भी कहो
जो भी किसी से ना कहा
सुनूँगा मैं, तो वो भी कहो

[Pre-Chorus]
तेरी बातों में होना है गुम
दिल कहता है कह देना है तुमको

[Chorus]
मेरे रहो, मेरे रहो
मेरे रहो, मेरे रहो

[Instrumental Break]

[Verse 2]
ये बता क्या ये हो सकता है?
क्या कभी वक़्त भी थकता है?
वक़्त चलना भूल जाए, दिन ये ढलना भूल जाए
चल, दुआ माँगे के ऐसा हो
और ये हो जाए तो कैसा हो

[Refrain]
और एक दिन, एक दिन और हो
बस और एक दिन, एक दिन और हो
हाँ, या हो कहीं रात ठहरी झील पे
जैसे हमें वो ये कहे, "सारे का सारा जी लो अभी"
देखो, मिले हो तो अलग भूले से भी ना होना कभी

[Pre-Chorus]
बाकी सारी दुनिया कर दो गुम
अब कह देना है मैंने ये तुमको

[Chorus]
मेरे रहो, मेरे रहो
मेरे रहो, मेरे रहो

Song Details

♫
Song Ek Din – Title Track
▣
Album Ek Din
♙
Singer Arijit Singh
✎
Lyricist Irshad Kamil
♬
Composer Ram Sampath
♙
Director Sunil Pandey
◷
Released on Feb 23, 2026
Explore Arijit Singh Songs
FAQ
Which album is the song "Ek Din – Title Track" from?
Who is the Singer of Ek Din – Title Track?
Who is the Lyricist of Ek Din – Title Track?
Who is the Composer of Ek Din – Title Track?
Who is the Actor of Ek Din – Title Track?
Who is the Director of Ek Din – Title Track?

Comments